Karbobala main lasha ay Qasim bickar gaya
-Par' deen ay haq ko zinda ay, Jawayd' kar gaya
-Showk' jihad' nusratay sarvar kay josh may
Qasim ka aur chehra ay, anwar nikhar gaya
-Baba ka jehsay zehr' say, tukray huwa jigar
Maqtal main mehsay hey tunay, Qasim bikhar gaya
-Wa Qasima kar shor' say qehmay may hashr tha
Farwa thalash kar thi thi, Kasim kidar gaya
-Ay binte Mustafa tayray kunbay key kehr' ho
Tasveeray Mujtaba tha jo, Kasim wo mar gaya
-Kasim ka noha sha hay shahidan nay jab parha
Har kalba
Bu Diziye Yorum Yap 7th_Muharram_2007_AzadaraneHusaini_Chicago_Azadars.com